#256 - We need to talk!
#256 - We need to talk!
1) We need to talk.
हमे आपसे बात करनी है।
hame aapse baat karanii hai.
2) I want to ask you something.
Male speaker:
मैं आपसे कुछ पूछना चाहता हूँ।
main aapse kuchh puuchhnaa chaahathaa huun.
Female speaker:
मैं आपसे कुछ पूछना चाहती हूँ।
main aapse kuchh puuchhnaa chaahathii huun.
3) I want to say something.
Male speaker:
मैं कुछ कहना चाहता हूँ।
main kuchh kahanaa chaahata huun
Female speaker:
मैं कुछ कहना चाहती हूँ।
main kuchh kahanaa chaahatii huun
4) I am sorry.
मुझे अफ़सोस है।
mujhe afsos hai.
5) Excuse me.
माफ़ कीजिये।
maaf kiijiye.
6) I do not understand.
Male speaker:
मैं समझा नहीं।
main samjhaa nahiin.
Female speaker:
मैं समझी नहीं।
main samjhii nahiin.



